Go Back

Mughlai Chicken Pulao Recipe

Prep Time 25 minutes
Cook Time 30 minutes
Total Time 55 minutes
Cuisine Pakistani
Servings 4

Ingredients
  

  • 1 Chicken
  • 1 kilo Mutton ka Qeema
  • 2 cups Ghee
  • 4 Pyaz
  • ¼ kilo Dahi
  • ½ kilo Chawal
  • ½ tsp Zafran
  • Few Badam
  • 4 Tez Patta
  • 1 Dar Chini
  • 10 Cloves (Long)
  • 8-10 Hari Elachi
  • 12-15 Kali Mirch
  • 3 pods Lehsun (Garlic)
  • 1 piece Adrak (Ginger)
  • 1 tsp Lal Mirch Powder
  • 2 tsp Dhania Powder
  • 2 tsp Zeera Powder
  • ¼ tsp Haldi Powder

Instructions
 

  • Sab se pehlay lahsun, adrak, mirch powder, dhaniya, haldi aur zeera powder ko bareek pees len .
  • Ab 4 chamach ghee garam karen aur 2 pyaaz ko brown honay tak bhoonen .
  • Aadha poora masala dalain aur phir chicken aur gosht ka qeema daal kar brown honay den .
  • Pissa hua masala daal kar chicken aur qeema ke sath chand minute tak bhoonen .
  • 2 cup garam pani daal kar dhak dea aur chicken naram honay tak pakayen .
  • Dahi ko zafran ke sath phaint kar chicken mein shaamil karen .
  • 10 minute tak bagair daapein pakayen. Ab isko aik taraf rakh dea.
  • Ab baqi ghee ko garam karen aur tez patta aur baqi sara masala daal kar bhoonen.
  • Pyaaz daal kar achi terhan brown kar len .
  • Chawal daal kar brown honay tak bhoonen .
  • Chawal paknay ke liye kaafi pani aur 1 chamach namak shaamil karen .
  • Aik dish par chawal ki aik teh philayin aur phir gosht ki aik aur teh. Isi tarah aik do bar teh lagaye.
  • Badam ka saath garnish karen.